राजीव रंजन गिरि/ Rajiv Ranjan Giri
Rajiv did his MA and M.Phil. in Hindi from JNU. Subsequently, he has done research on the history of the library (CSDS student scholarship) and on the pioneering Hindi magazine Sarasvati (CSDS independent scholarship). Presently at DU on a UGC fellowship to study the post-independence development of the Hindi language.
He has edited Ghaswali, a collection of stories by Premchand and Virasat se Jirah, a collection of writings about 1857.
His essays and translations have been published in Tadbhav, Aalochana, Vagarth, Hans, Vaak, Akaar; and he writes a column in the monthly Paakhee.
गजब का लिखा है राजीव जी ने…मेरी बहुत-बहुत बधाई…
lekh suder hai stri mukati ke yarthat or utopiya ke bich ke davand ko vakailapik najayiye se uthata hai. arman
आपका लॆख पढा राष्टीय सहारा मॆं काबिले तारीफ है ….25 .07.2010
धन्यवाद |
aap ka lekh padh kar bahut achha laga, aap ko paakhi me bhi padhte rahta hu
Dear Rajeev,
You have explained the real picture about social life of indian women(basically middle class)
I appreciate your vision towards this article.With best wishes.
Yours
M K Singh
Bettiah,West champaran
Good morning,
Rajeev ji
stri mukti ke upar likha gya ye vivechana kafi srahniya hai.itna likhne ke liye hmari bhavon ko andar se samjhna hoga.Dhnywad iske liye.magr mere anusar striyan is trh ki sawtantrta nhi chahti ki matrsttamak samaj ho jaye.o to kewal itna bhavnatmk sahyog chahti hai.jo samaj de nhi pa rha.o age to bhata hai mgr age badhne pe khunte se bandh deta hai.jaisa ki apne varan kiya.kafi kuch aur hai mgr umeed krti hun ki aap aage ke lekh pe jarur likhenge.
Dhanywad
Deepika lko uni (chemistry)
good morning.
aapka article pratilipi me pdha,bahut hi mehnat krke likhi hai aapne..
hindi ke liye bahut hi nye vichar diye hai aapne..
bdhai ho..aisa hi hona chahiye..isse cut -paste wali prampra khtm hogi..
hindi me to maine dekha hai..jo log cut-paste krte hai unki charcha jyada log krte hai..mai hindi se jyada talluk nhi rkhta ,but mere kuchh dost hindi me achchhi jgh pr hai unka name bhi hindi wale jante hai.name nhi btaunga sayd we naraj ho jaye…ek wakya yad aa rha haimai unhi namo me se ek ke pas baitha tha tbtk kisi ek nye awardi kahanikar ka call aaya ,something party ki bat ho rhi thi maine usse puchchha kya bat hai bhai?us smay hi mai videsh se lauta tha..maine usse puchha ki kaisi party ki bat ho rhi thi..phle to wh nhi bta rha tha but jor dene pr hindi ki politics smjh aayi..usne mujhse btaya to mujhe ykin nhi hua yar..mai aapke sath share krna chahta hun..wh kahanikar apne kahani sangrh ki reviwe krane ke liye party de rha tha..ki achchhe se aap likhna …usne btaya ki award bhi aise hi dilaye jate hai…aise hi chrcha me aane ke liye women lekhika kuchh bhi krne ko taiyar rhti hai …chrcha me aana hai ,kahani ya kawitaye chhpwani hai to ya to paise khrch kro ya ……………kro…
kuchh cases aise nhi hote hai lekin jyadatr nhi…filmon wali bat hai bhai…
aapko bhi kuchh nhi mila hoga mujhe jhan tk lgta hai…
maine net pr search kia toye web magazine mili…
bahut achchha prayas hai editor ka …
all the best…