गुजरात पर कवितायें / Gujarat Poems
Breaking News: Michael Creighton
Five years after the Gujarat Riots
In front of the hidden camera,
they boast of their work that week:
the pig they killed
and hung from the roof of a mosque,
a pregnant woman
slit open,
the hundreds they hunted,
hacked, burned—
“We are not feeble rice eaters!”
Babu Bajrangi declares,
his hand shaking
like a dry leaf.
The week the story breaks,
the temperature falls
and street-side camp fires haze the air,
though it’s not yet November.
Men clump and murmur
in the market,
and the squirrel my son raised
with a dropper and soft fruit
walks away in the mouth of a cat.
(This poem first appeared in Tehelka’s December 1, 2007 issue.)
devi ke bare men yah theek likha hai aapne ki unke prayaog lagbhag kufr hain hindi men…par inhin prayogon se swayam devi aur is tarah se aathwen dashak ki peedhi ke baad ki kavita men bahut bada badlaw bhi lakshit hua hai…unka jo pahla sangrah hai, usmen is baat ke aasaar nazar aate hain…par baad ki kavitayen jo patrikaon men padhne men aati hain…aap unse andaza laga sakte hain ki devi ne khud apne ko kitna tarasha hai….bahut km kavion ke bare men yah ukti kahi jani chahiye, pr devi ke bare men awashya kahi jani chahiye ki isse hinki ki abhi bilkul abhi ki kavita par bhi bada sarthak prabhav pada hai…unke naye sangrah aur upanyaas ki pratiksha rahegi…
Devi Prasad ke bheetar ki akulahat jaise puri sadi ki akulahat hai. unhone sirf kavitaen nahin likhi,usake saath aaj ki kavita ke safar me lagane wale jhatke aur hichkole bhi likhe hain.ve apne samay ke aise kavi hain jo lagatar kavita ke lie nai bhasha gadhhte hain,jo bar bar apni zameen se bedakhal hokar bhi kahin na kahin kavita ki zameen dobara khoj lete han.i
mama ji bahut acchi kavita hai….mujhe kuch pata to nahi kavita ke bare me lekin agar koi cheej padh ke ya sun ke ya dekh ke man ko acchi lage jaise mere man ko lagi aapki ye kavita such me…..bahut acchi hai ….
kawita ke pradesh se baahar nikalnekee aawashyakta hai sacmuch! Garaj hai apne aape se baahar aane kee,deemag se nahi man se sochne kee!