अरुण कमल / Arun Kamal
Arun Kamal (b. 1954) has published four collections of poetry – Apnee Keval Dhaar (1980), Saboot (1989), Naye Ilake Mein (1996), Putalee mein Sansaar (2004) – and a book of literary essays.
A recipient of the Bharat Bhushan Agrawal Puruskar (1980), the Soviet Land Nehru Award (1989), the Shrikant Verma Smruti Samman (1990), the Raghuveer Sahay Smruti Samman (1996), the Shamsher Samman (1997) and the Sahitya Akademi Award (1998), Arun lives in Patna where he teaches English at the Science College of Patna University.
dhanyavad, aapka naye ilake me padha, ek lekhak ne iska maithili anuvad apane nam se “sanj hoit gam me” kavita ke nam se chhapwa liya us lekhak ko maine apane “videha” patrika se ban kar diya aur iski soochna ke bad anya maithili patriukaon ne bhi use ban karne ki shuruaat kar di hai, ek ki soochna to mere pas aa gayi hai.
aapaki sari kriti anupam hai.
sadar
oopar ki sari ghatana ki jankari is link par diye pdf file me hai, jisme usi lekhak ke dvara doulas stellar ki rachna ka chori se apane nam pahal-89 me anuvad shamil hai. is link par sthit single pdf me 1.douglas stellar ka original article 2. blatantly copied hindi version published in pahal-86 by that author- later detected by GyanRanjan Ji 3. maithili poem sanjh hoit gaam me (blatantly copied from Arun Kamal Ji’s Naye Ilake Me) aur 4. Naye Ilake Me poem isi kram me scan kar diya gaya hai.
is pdf file ka download link hai:
http://www.box.net/shared/75xgdy37dr
regards
Yahan pahunch kar behatar lag rahaa hai.
namasthe ji,aapka puthli mein sansar pada.ek research student hone ke karan aapki saari kavya sangrah pad chuki hu.per aapki kavithavo mein nari chitran adhik nahi hein. sadhar
sukanya.r
reserch student
mahatma gandhi college.trivandrum, kerala
main apke kavita par reseach karna chati hu.sabut ki ek kavita mein apne patni ka chitran kiya hai.patni ki bhumika clear nahi ho payi.
yanha dekhker bahut aachha lga.
Arun kaml ji, Namashkar,
aapki kavitaye dil ke andar tak pahuch jati, aur ek karuna maye bhav sagar me khojane ke liye, appki itni ati sundar kavita pad kar dil ati aanad may ho jata hai.