आज़ादी विशेषांक / Freedom Special

अंक 13 / Issue 13

गुजरात पर कवितायें / Gujarat Poems

Pages: 1 2 3 4 5 6 7

The Hunt: Sukrita Paul Kumar

The unborn Gujarat
The foetus
with half-formed eyes
and deep wounds

Gaping from the
ripped belly of the
woman

Wrapped in haloes of
bloody tales;

Earlier when the
earth quaked
the primordial darkness lifted,
and there was light

the light in which they made love
to fill up the cracks
and conceive

the next generation

that is pulled out from the wombs
of pregnant women
by male vipers and demons

ghosts of unborn children
not resting till
they enter bodies of
their killers and of
those who raped their mothers.

Pages: 1 2 3 4 5 6 7

5 comments
Leave a comment »

  1. devi ke bare men yah theek likha hai aapne ki unke prayaog lagbhag kufr hain hindi men…par inhin prayogon se swayam devi aur is tarah se aathwen dashak ki peedhi ke baad ki kavita men bahut bada badlaw bhi lakshit hua hai…unka jo pahla sangrah hai, usmen is baat ke aasaar nazar aate hain…par baad ki kavitayen jo patrikaon men padhne men aati hain…aap unse andaza laga sakte hain ki devi ne khud apne ko kitna tarasha hai….bahut km kavion ke bare men yah ukti kahi jani chahiye, pr devi ke bare men awashya kahi jani chahiye ki isse hinki ki abhi bilkul abhi ki kavita par bhi bada sarthak prabhav pada hai…unke naye sangrah aur upanyaas ki pratiksha rahegi…

  2. Dilchasp yah hai ki ‘kufra’ khud Devi bhai ka self-description hai goki maine bhee wahi likha hota agar maine likha hota to. baaki aapkee baat se main sahmat hoon. wo jis tarah upasthit rahte hain hindi mein wo bhee bahut pasand hai mujhe – sirf apne likhe ke sandarbh se.

  3. Devi Prasad ke bheetar ki akulahat jaise puri sadi ki akulahat hai. unhone sirf kavitaen nahin likhi,usake saath aaj ki kavita ke safar me lagane wale jhatke aur hichkole bhi likhe hain.ve apne samay ke aise kavi hain jo lagatar kavita ke lie nai bhasha gadhhte hain,jo bar bar apni zameen se bedakhal hokar bhi kahin na kahin kavita ki zameen dobara khoj lete han.i

  4. mama ji bahut acchi kavita hai….mujhe kuch pata to nahi kavita ke bare me lekin agar koi cheej padh ke ya sun ke ya dekh ke man ko acchi lage jaise mere man ko lagi aapki ye kavita such me…..bahut acchi hai ….

  5. kawita ke pradesh se baahar nikalnekee aawashyakta hai sacmuch! Garaj hai apne aape se baahar aane kee,deemag se nahi man se sochne kee!

Leave Comment